मन लगाकर पढ़ाई (Padhai) कैसे करें और पढ़ाई (Padhai) में मन कैसे लगाएं सफल होने के लिए in Hindi (2020)

मन लगाकर पढ़ाई (Padhai) कैसे करें और पढ़ाई (Padhai) में मन कैसे लगाएं सफल होने के लिए in Hindi (2020) dosto Aaj ke is post Article me hum baat karenge padhai ke liye kaise focus Kare Ye baat Hamesha hum sabke mind me chalta raihta hai ki kash hum Achhe se study ke liye focus kar pate toh pata nhi kahan hote Agar Aap bhi yahi soch rahe hain so don't worry  Ab Aap ko tension leni ki zaroorat nhi hai Kyun ki Aaj ki ye post मन लगाकर पढ़ाई (Padhai) कैसे करें और पढ़ाई (Padhai) में मन कैसे लगाएं सफल होने के लिए in Hindi (2020)

Phd kya hai? Phd kaise kare 


Padhai karna Aur Aur padhai ke liye focus karna dono hi zaroor hai Agar Aap padhai me focus nhi kar pa rahe ho toh Aap ko kuch techniques ki zaroorat hai jo Aaj main Aap ko batane wala hun taki Aap padhai ke liye focus kar sake Kyun padhai karna sabke liye zaroori hota Aur bina padhai kiye koi bhi education puri nahi ho pati hai




Aur Agar education puri naho toh zindagi na behtar career hota Aur na hi lifestyle iske Alawa Aap ye bhi jante hain ki padhai Agar Achhe se ki gayi ho toh school aur college ki good perform Aap ko bahut Achhi career dila sakti hai jabki school college ki poor performance career par bahut bura Ashar karti hai


Is liye ye zaroor hai ki padhai puri ki jaye pure focus Aur interest ke sath taki har concept ko Aap Achhe se samajh sake
Toh chalye Shuru karte hain humari Aaj ki how to focus for studying in Hindi ki techniques

मन लगाकर पढ़ाई (Padhai) कैसे करें और पढ़ाई (Padhai) में मन कैसे लगाएं सफल होने के लिए in Hindi (2020)

मन लगाकर पढ़ाई (Padhai) कैसे करें और पढ़ाई (Padhai) में मन कैसे लगाएं सफल होने के लिए in Hindi (2020)



1.पढ़ाई के लिए सही जगह चुने Padhai ke liye sahi jagha chunye (choose the right place for study)

Padhai karne ke liye Aap ke pass ek khali jagha Aur comfortable place hona chahiye jahan TV And internet jaise koi distraction bilkul bhi na ho Aur noise bhi na ho Aur iske Alawa Aap jahan par baith kar padhai kar rahe hain Wo sari jagha comfortable hona chahiye chahe ho sofa ho ya chair ho So in chijo ka bahut dhiyan rakhe Kyun ki ye choti choti si chij bahut rule play karti hain Aap ke study Focus par !

2. Aapna Study Material Sath lekar Baithe (Sit with Your Study Material)

Padhai ke bich bich me na uth kar ke na pan pancil paper books ko search karne me bahut distraction paida karti hain Aur humara sara focus chala  jata hai isliye padhne baithne se pahle Aapna Study Material sath lekar hi Baithe taki bich bich me Aap ko uthke na jana pade Aur Aap ka dhiyan Aap ke Topic par lagatar Bana rahe


3. Target set karke study kare (Set Goal and study target)

Agar Aap study me complete Attention toh har bar target ko set ki jiye kisi subject ka koi important topic leljiye Aur usko complete karna Aap ke liye Bahut bada task hai Aur use pura karne ke liye ek time fixed ki jiye Aur us Time limit me us subject ko complete karne ke liye target bana lijiye  Aisa karne se Aap us fixed time me 30 se 40 minute ho sakta hau Aap us topic me puri tarah se involve ho jayenge Aur use pura bhi kar lenge

Jio Wi-Fi calling kaise enable kare

Kyun ki jabbhum target set karte hain tab use pura yani complete karne me lag jate hain  Aur humara  dhiyan kahi Aur nahi jata Aur Agar Jayda dhiyan bhatak raha hai toh ek short break le Aur yahi hai 4th point jab Aap pure focus ke sath  ek subject ko fixed time me pura karle toh uske baad 10 minute ka break zaroor le Aisa karna isliye zaroori hai Kyun ki Aap ka mind refresh ho sake Aur Aage ki padhai me bhi Achhe se perform kar sake is liye 30 se 40 minute study karne ke baad ek short break zaroor le

Aap chahe toh Aas pass walk kar sakte hain Aur us daoran jo topic Aap ne padha hai use Aap ne mind me revise kar sake

5. Healthy khane ka sevan kare (eat healthy food) 

bhale hi Aap study ke time tea coffee  soft drinks Aur chip's khana bahut pasand ho lekin ye Aap ke study par nahi balki Aap ke health ko bhi kharab kar diti hain is liye inke bajaye Aap health food khaye taki Aap ki body Aur mind ko energy mile Aur Aap ki performance kafhi Achhi ho iske sath hi bich bich me pani bhi pite rahe !

6. Quick notes banaen (create quick notes)


Jaise hi Aap ka Lengthy topic complete ho jaye Aap thodi rahat toh milti hai lekin use related question solve ki jiye Aur topic ki quick notes turant banaen taki exam ke Time Aap unhe dekh kar topic ko revise kar sake is dowran un Highlight ko bhi likh sakte hain jinhe Aap books read karte time highlight kya tha Aisa karne se koi bhi important point miss nahi hoga is dowran Aap ek task me busy rahenge isliye Aap ka pura focus isi Activity me laga rahe ga !

7. Har topic ko exam point-of-view se tayar karen (prepare every topic with exam point-of-view)

Akshar padhai ke dowran jab topic boring lagne lag ta hai toh padhai se mind hat hi jata hai Aur aur idha udhar dimag katne lagta hai Aise me exam point-of-view se dekhye usme Aisi konsi important points hai jis par question puche ja sakte hain aur kis tarha uska answer diya jana chahiye taki marks Achhe Aa sake toh jab Aap har topic ko is tarike se samahj ne aur tayar karne ki koshish karenge toh Aap ka focus study se bhatak ne ke bajaye study invol rahe ga iska fayda Aap ko study me toh hoga hi  Sath hi exam me bhi Aap Achha perform kar Payenge !


8. Dabaav me na padhen (do not read in pressure)


Jab kabhi exam ka pressure hota ya phir kisi heavy topic ko jaldi se tayar karne ka dabaav feel hota hai tab padhai me dhiyan bilkul bhi nahi lag pata hai isliye zaroori hai ki study me bilkul bhi pressure feel na ho iske liye sabse pahle zaroori hai ki Aap exam ki tayari pahle se hi karke rakhe Aur us dowran jo note quick notes Aap ne tayar kiye they unki help lekar topic ko Achhe se Samajhe Aur relax ho hoke us Topic ka revision kare yaad rakhye Aap pure Saal jis exam me perform karte Aaye hain us mehnat ka fhal Aap ko tabhi mil payega jab Aap exam ke dino me full focus Aur Attention banaye rakhe aur uske sath mind ko bhi relax rakhe.

conclusion

Toh dosto ab Aap jan chuke hain ki padhai ke liye focus kaise kare how to focus for study in hindi ke ye post Aap ko bahut pasand Aayi hogi Agar Aap ko post pasand Aayi ho toh social media par Aap ne doston ke sath share karna na bhule

Share this Article

Post a Comment

0 Comments