webinar kya hai ? वेबिनार क्या है webinar se paise kaise kamaye ? with best free webinar software in Hindi 2020


dosto kya Aap bhi meri tarah  ek Blogger ya social influencer ho to Aapne kabhi na kabhi webinar ke bare mein zaroor suna ya padha hoga ho sakta ho Aapne webinar Attend kya ho join kya ho ya ye bhi ho sakta hai ki Aap webinar ka name first time sun rahe hai jo bhi Aaj ki is post mein main Aap sabhi ko webinar ke bare mein batunga webinar kya hai ? वेबिनार क्या है webinar se paise kaise kamaye ? with best free webinar software in Hindi 2020

 webinar kaise karte hai ? webinar kaun kar sakta hai ? in sabhi questions ke answers Aaj main Aap sabhi ko batane wala hu 


webinar kya hai ? वेबिनार क्या है webinar se paise kaise kamaye ? with best free webinar software in Hindi 2020


dosto agar hum webinar ko achhe se samjhne ki koshish  kare to iska matlab hota hai web+seminar ab ye seminar kya hota hai ? to dekhiye jaise College hai corporate business hai to usme bahut sare seminars hote hai seminar ek tutorial hota hai jo kisi motivational speaker professional blogger ya koi pro Affiliate marketer ke through ek speech di jati hai bahut sare log hote hai jo us seminar ko attend karte hai wo sabhi log us motivational speaker ya affiliate marketer se QNA karte hai aur wo unke sabhi questions ke answers deta hai  seminar mein bahut sare fayde hai jaise ki Aapke pass koi quotation hai jiska answer Aapko nhi pata to Aap us seminar mein jo host hote hai unse puch sakte hai but Aapka question seminar se related hona chahiye

webinar kya hai ? वेबिनार क्या है webinar se paise kaise kamaye ? with best free webinar software in Hindi 2020

ab isko agar hum internet par kare online kare to seminar+webinar matlab wo sab physical rup mein na hoke online internet par hota hai isko hum ek example ke sath samjha te hai jaisa ki abhi lockdown chal raha hai aur manlo kis ko meeting leni hai aur wo meeting us bande ke liye bahut hi important hai to simple si bat hai wo internet se hi karega aur rasta nhi hai to webinar faydemand hai iske through Aap bahut sare logo ke sath jud sakte hai.

ek example lete hai jaise ki main hoon mera name kashif hai aur main ek blogger hu aur mujhe abhi ek webinar karna hai Uttar Pradesh mein to man ke chalo jo Uttar Pradesh ke aaspaas ke log hai wahi aap Aapenge kyun ki har Admi to waha nhi pahunch sakta Jo mujhe Sunna chahta hai ya main lekin internet se koi bhi insaan kahi se bhi connect ho sakta hai to webinar Aaj ke time bahut Kargar hai aur feature mein bhi hone wala hai aur sabse badi baat hai to  ye hai ki ye bilkul free hota hai matlab Agar Aapko offline webinar karna hai to uske liye Sabse pahle Aapko ek hall book karna padega jahan par Aap webinar karna chahte hai aur uske liye Aap ko kafhi jayda effort bhi karna padega but online mein Aisa nhi hai online mein bilkul free hota hai 

webinar se paise kaise kamaye ? वेबिनार से पैसे कैसे कमाएं

ab baat karte hai ki webinar hum kya kya kar sakte hai aur webinar se paise kaise kama sakte hai agar chahe to Aap Aapne company ke employees ko interaction de sakte hai iske alawa Aap demo kar sakte hai kisi product ka kisi plan ko demo kar sakte ho iske alawa Aap QNA bhi kar sakte hai iske alawa Aap tranning de sakte hai Agar Aap koi trainer hai to Aap logo ko motivate kar sakte hain Agar Aapko ek Achha speech Dena Aata Ho to 


for example Main ek Blogger Youtuber hu aur jab main kabhi live kuch bhi karta hu chahe wo YouTube par ho ya instagram par wahan par bhi kafhi sare log hamare sath live mein connect rahte hai aur qna karte hai lekin ye YouTube aur instagram se thoda sa alag hai  jaise ki main instagram par live rahta hu Aap log mujhse question karte hai lekin webinar kya hota hai live hota hai sabkuch man lijiye maine ek webinar kya aue us webinar mein 50 seaten Hain per Maine 50 logon Ko connect Kiya to wo mujhse question answer kar sakte hai live yani ki unki video bhi mujhe dikhe gi awaz aur unki jab awaz maun sun paunga to main unke question ka answer kar paunga webinar aisa lagta hai jaise sabkuch samne ho raha ho to ye hota hai webinar 


ab sabse badi baat ye hai ki kai sare log webinar karte hai Aap ne zaroor suna hoga lekin wo log jo webinar karte hai wo ise paise kaise kamate hai to ye log paise kamate hai ye log jab bhi koi webinar karte hai  to logo se register karvate Hain aur sath kuch small price charge bhi karte hai manlo 200 rupe 5000 rupe 1000 rupe aur man lijiye kisi ko koi Aapna online course sell karna hai for example Aap ej seo expert hai Aur Aap logo ki help kar sakte hai unke website ke post article ko Google mein rank karane ke liye  Aap Aapna course un sabhi logo ke through sell kar sakte hai bahut hi Asani se Aaka koi course ho bas content dumdaar hona chahie taki log aapke sath lambe samay Tak tike rahe aur agali bar jab aap koi koi apna course launch karen to log use aasani se khareed sake


ab karte hai hai webinar karne ke liye kaun kaun se tools use hote hai ye bhi janna Aapke liye Important hai tabhi Aap ek achha online webinar kar sakte hai

 best & effortlessly webinar software in Hindi 2020


1. Zoom meeting cloud

Features of Zoom:

HD video interaction
HD dynamic voice detection
Both full screen and gallery display
Dual stream for dual screen
Feature-rich iOS and Android applications
Zoom rooms for privacy
Can join as a view-only attendee
Can join by H.233/SIP room systems
Can join via dial-in process & Etc.


2. demio

Features of Demio:

Higher attendance rate increasing architecture
Custom brand logo in the webinar room; for branding
Live and automated webinars
Registration pages for aspiring attendees
Webinar replays for offline watching
No need to user manual
Easy-to-use interface
Flexible infrastructure with international data servers, backup features and quick 5-minute support response time.
Automatic recordings
Interactive experience on web browser
Can integrate with most common email marketing apps. & etc.


3. Livestorm

4. EverWebinar

5. Zoho Meetings

6. ClickMeeting

7. GoToWebinar


conclusion

webinar kya hai ? वेबिनार क्या है webinar se paise kaise kamaye ? with best free webinar software in Hindi 2020 ki ye postvAap logo ko kafhi jayda pasand Aayi hogi aur sath is post se Aapke sare doubts clear Ho Gaye honge ki webinar kya hai वेबिनार क्या है webinar se paise kaise kamaye webinar mein kya hota hai ye sabhi steps Aap Achhe se gaye honge. 

Agar Aapne Abhi tak maire sath instagram par connect nhi huye hai to is niche wali link par click kare aur instagram par humare sath jude taki Aap bhi Achhe se Sabkuch sikh sake 

Post a Comment

0 Comments